Islamic quotes in Urdu are widely renowned and beneficial, holding great importance for Muslims around the world. These quotes provide us guidance about life. In this section, I will share with you the finest collection of beautiful Islamic quotes in Urdu. These quotes have been sourced from Quranic verses, Hadiths, Islamic scholars, and eminent scholars.44+ Islamic quotes in Urdu with images | best islamic quotes in urdu
خدا سے عشق صرف
ذکرِ خدا اور شکر خدا سے ظاہر ہوتا ہے
Khuda se ishq sirf
Zikr-e-Khuda aur shukr Khuda se zahir hota hai.
جس کا کوئی نہیں اُس کا خدا ہوتا ہے
اور جس کا خدا ہوتا ہے اُس کا سارا جہاں ہوتا ہے
Jis ka koi nahi, us ka Khuda hota hai.
Aur jis ka Khuda hota hai, us ka sara jahan hota hai.
جو اُمید اللہ سے لگی ہو
وہ ٹوٹتی نہیں مکمل ہوتی ہے
Jo ummeed Allah se lagi ho,
woh tutti nahi mukammal hoti hai.
عبادت کر کے غرور کرنے والے سے
گنہگار توبہ کرنے والا زیادہ بہتر ہے
Ibadat kar ke gharoor karne wale se,
gunahgar toba karne wala ziyada behtar hai.
وہ کُن کہتا ہے چیزیں ہو جاتی ہیں
گمان سے آگے ، بیان سے باہر
Woh kun kehta hai cheezain ho jati hain,
gumaan se agay, beyan se bahar.
اللہ نہ جلدی کرتا ہے اور نہ ہی دیر کرتا ہے
جو کرتا ہے بس سہی وقت پہ کرتا ہے
Allah nah jaldi karta hai aur nah hi der karta hai,
Jo karta hai, bas sahi waqt pe karta hai.
اللہ پر پورا ایمان رکھو جن کے ایمان مظبوط ہوتے ہیں
ان کے لیئے معجزے ہوتے ہیں
Allah par poora imaan rakho, jin ke imaan mazboot hote hain,
Un ke liye mojzay hote hain.
آنکھ دل کا دروازہ ہے اس کی حفاظت کرو
کہ تمام آفات اس راہ سے بدن میں داخل ہوتی ہیں۔
Aankh dil ka darwaza hai, is ki hifazat karo,
Ke tamam afat is raah se badan mein dakhil hoti hain.
Gunaahon se nijaat wohi paata hai jo iqraar-e-jurm kar le
Aur nadamat ke liye toba hi kaafi hai
Jo apni tanhaiyon ko Allah ke khauf se muzayyan kar le
Allah uski mehfilon ko bhi acha kardega
Islamic poetry in English
Tum Allah Ta'ala ke zikr mein dil laga lo
Sukoon aur itminan tum se dil laga lenge
Gunaah ke chhote hone ki taraf na dekho
Balki yeh dekho ke tum na-farmaani kis ki kar rahe ho
Heart touching Islamic Poetry In Urdu 2 lines
Roz gunaah karta hoon woh chhupata hai apni rehmat se
Main majboor apni aadat se, woh mashhoor apni rehmat se
Nishaan sajda saja kar bahut gharoor na kar
Woh niyaton se nateejay nikal leta hai
Yeh dars Karbala ka hai
Ke khof bas Khuda ka hai
Islamic Poetry 2 line
Aye Allah! Hajj ka moassam jaa rahe hain qafle aye Allah!
Mujh par bhi karde karam, lag jaye meri bhi hadayat
Tumhara ek Rab hai phir bhi tum use yaad nahi karte
Lekin us ke kitne bande hain, phir bhi woh tumhein nahi bhoolta
Islamic poetry About Allah In Urdu
Qayamat tak rahe sajde mein sar mera aye Khuda
Ke teri naimaton ke shukr ke liye yeh zindagi kaafi nahi
Mere aamaal pe milta to bhooka rehta
Meri auqaat se badhkar woh khuda deta hai
New islamic Poetry
Makano ke banane mein umr khatam kar raha hai
Basenge doosre aur hisaab dega tu
Sar qalam karwa kar Hussain ne raah-e-haq mein
Sar buland kar diya Islam ka zamane mein
Khush naseeb hai woh jis ko shahadat mile
Shahadat khush naseeb hai jise Hussain mil gaye
Zindagi ko Ramzan jaisa bana lo
To maut Eid jaisi hogi
Poetry About Allah Love In Urdu
Rehmat ke khul jayenge dar mahe Saayam aye Hai!
Muradein aayengi bhar ke, mahe Saayam aye Hai!
Nishaan sajda saja kar bahut gharoor na kar
Woh niyaton se nateejay nikal leta hai
Jab wasta aur rabtay Allah se jurr jayein
To phir dil nahi tota karte
Fana kar doon apni saari zindagi Allah ki mohabbat mein
Yehi woh pyaar hai jismein bewafai nahi hoti
Keh do gham-e-Hussain manane walon se
Maun kabhi shuhda ka matam nahi karte
Kaun kehta hai Khuda nazar nahi aata
Wohi nazar aata hai jab kuch nazar nahi aata
Yeh dars Karbala ka hai
Ke khof bas Khuda ka hai
Kamyaabi ka safar namaz aur tilaawat
Quran ke bina adhure
Khushnaseebi yehi pe khatam ke hum
Ummat-e-Rasool (saw) hain
Pehle masjidein thin kacchi to pakke the namazi
Aaj masjidein hain pakki to kache hain namazi
Pata nahi kya jadoo hai sajde mein
Jitna jhukta hoon utna upar jaata hoon
Sab Rothein Par
Rab Naa Rothay
Ki Mohammad (saw) se wafa toh ne toh hum tere hain
Yeh jahan cheez hai kya loh-o-qalam tere hain
Tareef ke mohtaaj nahi Aal-e-Mohammad (saw)
Phoolon ko kabhi atar lagaya nahi jaata
Jurm mein hum kami karein bhi kyun
Tum saza bhi toh kam nahi karte
Hain namaazein sabhi meri poori
Bas farz-e-insaniyat qaza hua hai
Allah ne jo tumko dia hai us par raazi raho
Toh sabse bada kar dault-mand ho jaoge
Aajayega andhera duniya mein ek din
Zindagi jeene ka saleeqa seekho
Qabiliyat toh badh gayi MashaAllah
Magar afsos ke Musalman na rahe
Post a Comment