one can unearth an exquisite collection of two-line Urdu poetry centered on celebrated topics. Whether it be love, heartbreak, or the essence of life, simply cherry-pick your favored topic and copy-paste your preferred couplet wherever you please. Succinct yet profound, two-line poetry provides a sublime avenue to convey your deepest emotions and sentiments without overtly expounding upon them. 2-line Urdu poetry copy paste | Urdu Poetry, poetry in urdu text
"Thora momin hun, thora munafiq hun.
Mein bhi halat ke mutabiq hun."
"Staaye gi usko yaad hamari magar,
afsos tab is dunya mein hum nah hon ge."
"Main kisi ko kya apna banaunga
Bicharna hi hai meri zat Nay mujhse"
"Aayena sametey mujhko
Dekhiye na bikhar gaya hoon main"
"Raat ko neend tak muyassr na hui mujhko
Kisi ne bandh kar aankhon par khwab likh daale"
"Teri tamanna tera intezar aur tanha sa main
Thak kar muskura diya jab ro nahi paya"
sad poetry in urdu text |
"Kya khabar kaun tha woh aur mera kya lagta tha,
Jis se mil kar mujhe har shakhs bura lagta tha"
"Tum to ro lete ho hamare bina,
Pata nahi kyun humse nahi raha jata"
"Tere saath ka matlab jo kuch bhi tha,
Tere baad ka matlab kuch bhi nahi."
"Tumhein nahi pata is chai ka maza,
Jis mein woh elaichi munh se tor kar daalti hai "
Post a Comment