Sad Urdu Poetry | Heart Touching Poetry | English sad Poetry

Sad Urdu Poetry | Heart Touching Poetry | English sad Poetry


Sad Urdu Poetry  Heart Touching Poetry  English sad Poetry
Sad Urdu Poetry | Heart Touching Poetry | English sad Poetry



"Main ne samjha tha jise mohabbat ka taj mahal
Woh bhi ajra hua ghar tha mere ghar ki tarah"

"Khamosh ae dil bhari mahfil mein chalana achha nahin
Adab pehla qareena hai mohabbat ke qareenon mein"

"Ae mohabbaton ki amanatein yehi hijraten yehi qurbaten
Diye baam-o-dar kisi aur ne to raha basa koi aur hai"

"Jis se afsana hasti mein tha tasalsul kabhi
Iss mohabbat ki rawayat ne bhi dam tor diya"

Sad Urdu Poetry


"Baja hai nojawani qaem-o-daim nahin rehti
Magar Kausar-e-mohabbat ke zamane yaad ate hain"

"Khuda ke samne kis munh se jayen ge woh zulf-e
Mohabbat ka koi dabba nahin hai jin ke daman par"

"Hum mohabbat ko ibadat hi samajhte rahe gaye
Kya khabar thi ke hijr ke dozakh mein dalay jayen ge"

Heart Touching Poetry


"Phir wahi chot mohabbat mein ubhar aayi hai
Baad-e-muddat ke gulistan mein bahar aayi hai"

"Rooth jana mohabbat ki alamat hai magar
Kya khabar thi mujh se woh itna khafa ho jayega"


"Bahmi mohabbat mein ranjish bhi maza deti hai
Bas mohabbat hi mohabbat ho zaroori to nahin"


urdu poetry text copy


"Yeh fitrat husn ki hai woh tawaaza hai mohabbat ka
Woh dil ko todne ke baad samjhaane bhi aate hain"

"Khamosh ae dil bhari mahfil mein chalana achha nahin
Adab pehla qareena hai mohabbat ke qareenon ka"

"Sar-guzisht zindagi likhne ka aaya tha khayal
Aise kuch yaad aaye aur qalam rakhna pada"

English Sad Poetry:

"Silent heart, it is not good to walk in a crowded gathering
Manners are the first companion of lovers

O treasures of love, these are the distances, these are the closenesses
Someone else has lit the lamps and closed the doors, someone else remains

Once there was a continuity in this story of existence
But even the tradition of this love has now been broken

Youthful exuberance does not last forever
But the era of the fountain of love is still remembered

With what face will they go before God, those tresses?
Love has no bounds, on whose lap it may lie

We kept considering love as worship
Who knew we would be thrown into the inferno of separation?

Once again, that wound of love has resurfaced
After a long time, spring has come to the garden

Getting upset is a sign of love, but
Who knew that person would become so angry with me?

What I thought was the Taj Mahal of love
Was also a ruined house, just like my own

There is charm even in the pain of mutual love
Only love should be love, it is not necessary

It is the nature of beauty and the demand of love
After breaking the heart, they still come to explain

Silent heart, it is not good to walk in a crowded gathering
Manners are the first companion


Post a Comment

Previous Post Next Post