Touching Sad Poetry in Urdu | Shayri Urdu

Touching Sad Poetry in Urdu | Shayri Urdu. Best touching poetry





Touching Sad Poetry in Urdu | Shayri Urdu
Touching Sad Poetry in Urdu | Shayri Urdu



"To mujhe chhod ke jaane laga to yaqeen aaya hai,
"Sansoon ke siwa kuch bhi to zaroori nahi hota.

"Mein tanhaai ko tanhaai mein tanha kaise chhod doon,
"Tanhaai ne tanhaai mein mera bohot saath diya hai.

"Mere liye lafz wafa kaafi hain, mairy kardaar kardaar kadarraye ga,
"Tere liye to meri jaan bhi kam hai, dil jo mil jayega to kya kam hai.

"Char din aankh mein nami ho gi,
"Hum mar bhi jayenge to kya kami ho gi.

"Yeh buri aadat hai, kahan jati hai,
"Chahne ke liye ek chehra bohot hai.

"Muskurane se shuru aur rulane pe khatam,
"Yeh ek zulm hai jise log mohabbat kehte hain.

"Yaad uski abhi bhi aati hai,
"Buri aadat hai, kahan jati hai.

"Kabhi paas baitho to batayen ke dard kya hai,
"Yun door se poochho ge to kheriyat hi batain ge.

"Zabt ki aakhri manzil pe khara shakhs hoon mein,
"Is se agay meri aankhon ne pighal jana hai.

"Intezaar tha hum ko jin ka barson se,
"Woh aaye to thay magar bichhad jane ke liye."

Post a Comment

Previous Post Next Post